Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2017

Woh apni marzi sey ham sey baat kerte hain !!

Woh apni marzi sey ham sey baat kerte hain !! Aur ham un ki marzi ka intzaar kerte hain !! وو اپنی مرضی سے ہم سے بات کرتے ہیں اور ہم ان کی مرضی کا انتظار کرتے ہیں

Mujh pe aisa mosam guzra keh !!

Mujh pe aisa mosam guzra keh !! Khud ko jharte dekha main ne !! Poet_~~~~ Murad khan

Ankhon se meri meherbaan fursat mai kisi roz

Ankhon se meri meherbaan fursat mai kisi roz Gupshup laga kar dekhiyr dischasp hain hum log ‏آنکھوں سے میری مہرباں ، فرصت میں کسی روز, ‏ ‏گپ شپ لگا کے دیکھیئے ، دلچسپ ہیں ہم لوگ..!!

Aa dekh tere pyar mai kha kha kar thokren

Aa dekh tere pyar mai kha kha kar thokren Itna sanbhal gaya hon ke zamana sanbhal lon آ دیکھ تیرے پیار میں کھا کھا کے ٹھوکریں اتنا سنبھل گیا ہوں کہ زمانہ سنبھال لوں

Ya to hame mukamal chalakiyan sikhayi jayen

Ya to hame mukamal chalakiyan sikhayi jayen Nahi to masomon ki alag bastiyan basayi jayen

Zanjeeron se baandh kar hamain

Zanjeeron se baandh kar hamain Lafzon se maara gaya

Wo dard wo wafa wo muhabbat tamam shud

Wo dard wo wafa wo muhabbat tamam shud Le dil mai tere qarb ki hasrat tamam shud Ye baad mai khulega ke kis kis ka khon howa Har ik beyan khatam adalat tamam shud Tu ab to dushmani ke bhi qabil nahi raha Uthti thi jo kabhi wo adawat tamam shud Ab rabt ik naya mujhe awargi se hai Pabandi e khayal ki adat tamam shud Jayez thi ya nahi tere haq thi magar Karta tha jo kabhi wo wakalat tamam shud Wo roz roz marne ka qissa howa tamam Wo roz dil ki cheerti wehshat tamam shud Mohsin mai kunj o zeest mai chup hon para howa Majno si wo khaslat o halat tamam shud

Bikhar jata hai paspa hokar jab lashkar iradon ka

Bikhar jata hai paspa hokar jab lashkar iradon ka Nayi qowat se phir apni safay tarteeb deta hon

Muqaam e herat ki baat hai naa

Muqaam e herat ki baat hai naa Ke ik larka bhari jawani mai udas rehta hai *مقامِ حیرت کی بات هے ناں ؟؟؟* *کہ اِک لڑکا بھری جوانی میں اُداس رہتا هے*

Lafz kar kya sakte hain

Lafz kar kya sakte hain Qayal mayal ghayal or bas

Milne ki arzo na bicharne ka kuch malal

Milne ki arzo na bicharne ka kuch malal Hum ko us admi se muhabbat ajeeb thi ملنے کی آرزو، نہ بچھڑنے کا کچھ ملال ھم کو اُس آدمی سے محبت عجیب تھی....

Wo khush kalam hai aisa ke uske pas hame

Wo khush kalam hai aisa ke uske pas hame Taveel rehna bhi lagta hai mukhtasir rehna وہ خوش کلام ہے ایسا کہ اُسکے پاس ہمیں طویل رہنا بھی لگتا ہے مختصر رہنا.........

Ye to adha bhi nahi jis pe tarap uthe ho

Ye to adha bhi nahi jis pe tarap uthe ho Tunay dekha hi nahi hijar mukammal jaana یہ تو آدھا بھی نہیں جس پہ تڑپ اٹھے ہو تونے دیکھا ہی نہیں ہجر مکمل جاناں،،!!!

Muhabbat ko lehad mai utaar dete hain

Muhabbat ko lehad mai utaar dete hain Duayen de ke bhi kuch log maar dete hain ‏محبتوں کو لحد میں اُتار دیتے ہیں دعائیں دے کے بھی کچھ لوگ مار دیتے ہیں! 🌹

Muhabbat na sahi muqadma hi kardo mujh par

Muhabbat na sahi muqadma hi kardo mujh par Tareekh dar tareekh tera deedar to hoga محبت نہ سہی مقدمہ ہی کر دو مجھ پر تاریخ   در  تاریخ تیرا  دیدار  تو ہو گا

Na poch mera rung mai kitni mouj mai hon

Na poch mera rung mai kitni mouj mai hon Dunya mai muhabbatein phela ke ik muhabbat ki khoj mai hon نہ پوچھ میرا رنگ،________ میں کتنی موج میں ھوں بــــزمِ دنیا میں محبتیں پھیلا کے اک محبت کی کھوج میں ہوں بــــزمِ سؔاقــــــی

Ajeeb log baste hain tere shehar mai

Ajeeb log baste hain tere shehar mai Maramat kaanch ki karte hain pathar ke auzaron se عجیب لوگ بستے ہیں........ تیرے شہر میں محسن مرمت کانچ کی کرتے ہیں ،پتھر کے اوزاروں سے

Usay bhula don magar hosla kahan mujh mai

Usay bhula don magar hosla kahan mujh mai Wo mere khoon ki tarah hai rawan rawan mujh mai اسے بھلا دوں، مگر حوصلہ کہان مجھ میں وہ میرے خوں‌کی طرح ہے رواں دواں مجھ میں‌

Khawab dekhe hain is qadar maine

Khawab dekhe hain is qadar maine Ab to ankhen bhi tanz karti hain ﺧﻮﺍﺏ ﺩﯾﮑﮭﮯ ﮨــــــــــﯿﮟ ﺍﺱ ﻗﺪﺭ ﻣــــــــﯿﮟ ﻧﮯ۔۔۔ ﺍﺏ ﺗﻮ ﺁﻧﮑﮭﯿــــــــــﮞ ﺑﮭﯽ ﻃﻨﺰ ﮐﺮﺗﯽ ﮨــــــــــﯿﮟ۔۔۔

Dunya ko agar pata chal jaye ke mai tumhe kitna chahta hon

Dunya ko agar pata chal jaye ke mai tumhe kitna chahta hon Aadhe rashk se mar jayen aadhe hasad se mar jayen

Zarori nahi ke kuch torne keliye pathar hi uthao

Zarori nahi ke kuch torne keliye pathar hi uthao Bass lehjay badal kar bolne se bhi dil toot jaya karte hain

Meri khamoshi e musalsal ko

Meri khamoshi e musalsal ko Ik musalsal gila samajh lijiye

Kuch hum mai aage barhne ka bhi hosla na tha

Kuch hum mai aage barhne ka bhi hosla na tha Kuch usne bazouon ko kushada nahi kiya

Ana ke morr pe bichre to humsafar na mile

Ana ke morr pe bichre to humsafar na mile Hum aik shehar mai reh kar bhi umer bhar na mile

Wo bhi kya din thai bhula kar tujhko hum tujhe yaad kiya karte thai

Wo bhi kya din thai bhula kar tujhko hum tujhe yaad kiya karte thai Jab tere dard mai dil dukhta tha hum tere haq mai dua karte thai Mohsin naqvi

Rishta jataya nahi jaata

Rishta jataya nahi jaata Nibhaya jata hai chahe door ho

Muhabbay mai mar mitne ki baten faqat rasmi hoti hain

Muhabbay mai mar mitne ki baten faqat rasmi hoti hain Warna kon marta hai muhabbat mai sabhi jeete hain

Ye saal bhi guzra hai tere pyar ki manind

Ye saal bhi guzra hai tere pyar ki manind Aate howe kuch or tha jate howe kuch or hai

Parosan ki beti ka naam dua hai

Parosan ki beti ka naam dua hai Kabhi raah chalte dua salam hoti hai To wo pochti hain beta kaise ho??? Mai bas itna hi kehta hon aunty apki dua chahiye

Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah

Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah Sara din rakhta hon mai to anso sanbhal kar

Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta

Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta jab raat bhar jari rehne wali barish subha school ke time ruk jati thi